RTPS Bihar – How to make Caste, Residential, and Income Certificate online in 2026? ( 2026 New Process )

जाति, आवासीय और आय प्रमाण पत्र Online कैसे बनाएं?

RTPS Bihar - जाति, आवासीय और आय प्रमाण पत्र Online कैसे बनाएं? (How to Apply in 2026)

RTPS Bihar – 2026 में जाति, आवासीय और आय प्रमाण पत्र Online कैसे बनाएं? ( 2026 New Process ) :- Aaj ke samay me chahe School, Collage ya phir bade bade University me admission lena ho, ya kisi Sarkari Yojna me Laabh uthana ho, Ya phir aapko kisi Sarkari Job me Form Fill Karna Ho जाति, आवासीय और आय प्रमाण पत्र ye sabse importanat Document me se ek hai or yah sabse Jaruri Document hai Jo ki Bihar me rah rahe sabhi Students, ya phir aam janta ko mandetory mana gaya hai ise banana.

Pehle ke samay me (जाति, आवासीय और आय प्रमाण पत्र) in Sabhi Document ko banane ke BLOCK ke chakkar lagane padte the or Lambi line me lagna Padta tha. Lekin ab aisa nahi hai, ab Bihar Sarkar ke Official website RTPS (Right to Publiv Service) ke Portal par aap Ghar baithe जाति, आवासीय और आय प्रमाण पत्र ko 10 Minute me apne Mobile ya Laptopse tino Documents ko easily Apply kar sakte hai or Download bhi kar sakte hai.

Is Bog Post me humne aapko जाति, आवासीय और आय प्रमाण पत्र Online karne ke liye Step-by-Step process puri tarah se bataya gaya hai taki aapka Application Pehli baar me hi Approove ho jaay aur reject na ho.

RTPS Bihar Summary

Service NameRight to Public Service (RTPS)
Portal NameRTPS Bihar
RTPS Services ListResidential Certificate, Caste Certificate, Income Certificate, Character Certificate, NCL and EWS Certificate etc.
Link Status100% Working
Application ChargeRs.0/-
RTPS Bihar Website Linkserviceonline.bihar.gov.in
Helpline Emailserviceonline.bihar@gov.in
Apply For CertificatesService Plus Bihar

Required Documents for Cast, Residence and Income Certificate

Cast, Residence or Income Certificate Apply suru karne se pehle aapke paas ye saari documents awasya rup hona chahiye. Aap in sabhi documents ko Scan karke ya Photo Click karke aap ise jpeg. formate me 200kb tak ise bana len, uske baad aap aage ki process ko chaalu karen.

  • Aadhaar Card – Sabse Important Document, jo ki Mobile number se Link hona chahiye.
  • Applicant Passport size Photographs (Self-Attested)- Applicants ka photo pe uska signature hona chahiye.
  • Active Mobile Number or Email ID – ek chaalu mobile number hona chahiye jo ki aaply karne wakt OTP aur Download karne wakt bhi OTP lagta hai.
  • Income Certificate – Aay Pramanpatra ke liye, Family ka Total Annual Income Details Chahiye. yadi aapke parents Govt. Job me ho ya phir, Farmer ho ya koi buisness kar rahe ho, in sabhi me se kisi ek ka Annual Income Proof hona chahiye.

RTPS पोर्टल पर Registration कैसे करें? (पंजीकरण प्रक्रिया)

Aap sabhi Candidates se anurodh hai ki aap Direct Apply kar rahe hai isse behtar hai ki aap apna ek Account RTPS ke Official Website ke uper bana len, taki Apply karne ke baad aap Certificate ka status track kar sakte hai or Download bhi kar sakte hai. RTPS par new account banane ke liye aapko in sabhi steps ko follow karna hoga.

  1. Sabse Pehle aap Service Plus (RTPS) ke Official Website (serviceonline.bihar.gov.in) pe jaana hoga.
  2. Uske baad Home page ke Right side me “Register yourself” ke button par click karen.
  3. Aap apna Details bharen jaise ki Name, Email ID, Mobile nuimber or ek Password set karen.
  4. Ye saari details bharne ke baad aap apna State (BIHAR) select karen aur Catcha Code daalkar Submit karen.
  5. Ab aapke Mobile Number aur EmailID par ek OTP aayega, aap use daalkar Verify kar len. Aapka Account bankar Ready hai.

How to Apply Online Step-by-Step Process.(ऑनलाइन आवेदन प्रक्रिया)

Login karne ke baad जाति, निवास या आय प्रमाण पत्र banane ke liye niche diye gaye steps ko aap follow kijiye:

  • Step – 01 (Select Service)
  1. ab aap apne User ID or Password se Login karen.
  2. Ab right side me “Menu” ke uper Click karke “Apply for Service” par click karne ke baad “view all available service ” par click karen.
  3. Ab aap search box me jaakar jo bhi certificate banana hai (Caste, Income, या Residence) aap type kijiye.
  4. Dhyan dijiyega, ye certificate 3-stage me hota hai – 1st RO Level, 2nd SDO Level, 3rd DM Level. Agar aap pehli baar apply kar rahe hai to aap “RO Level” ar hi click karen.
  • Step – 02 (Application Form)
  1. ab aapke samne ek bada form khulega, isme apni sari details correct bharen.
  2. diye gaye box me gender, name, father’s name, mother’s name, Address Details aur baad me apna ek achha sa passport-size photo (self attested) jpej formate me upload karen.
  • Step – 03 (Aadhaar Card Verification)
  1. Agar aapke pas Aadhaar Card me Mobile number link hai to aadhaar no. daalen isse instant verification ho jayega.
  2. Aur agar aapka Aadhaar Card Mobile no. se Link nahi hai to aap “Attatched Annexture” kar sakte hai, jo ki application sabmit kanrne ke baad ye option aata hai.
  • Step – 04 (Final Submit)
  1. Ab aapko Form ka final preview karna hai, aapko achhi tarah se check kar le taaki form me koi garbari na ho aage jaakar.
  2. Sab kuch sahi hone par aap finally submit ka button daba den.

How to Download a Certificate Online?

Certificate ban jaane ke baad aapke mobile no. ya email ID par Download Link aa Jata hai. Agar aapko Link na mile to aap khud bhi Certificate Download Kar sakte Hai. Niche diye gaye steps ko follow karke aap Download kar sakte hai.

  1. Sabse pehle aap RTPS ke Official Portal (serviceonline.bihar.gov.in) Website par jaayen.
  2. Home page ke Right side me “Download Certificate” ka option dikh raha hoga, us link par aap Click karen.
  3. Ab aap apne application ka “Reference Number” or “Applicant Name” ko English Letter bharen.
  4. Captcha Code ko Fill kar ke aap Submit wale button pe click karen.
  5. Ab aapka Certificate Download ho jayega aur File me Save ho jaayega.
  6. ise aap bhavishya me use kar sakte hai.

Form Reject होने से कैसे बचाएं?

Bahut sare Candidates ka form reject ho jata hai bahoot sare karno ki wajah se. Agar aap chahte hai ki aapka form ek bar me hi pass ho jaye to, aap in sabhi baaton ko Dhyan rakhiyega.

  • Spelling Mismatch:- Agar aap Form bharte wakt aap apna Name, Father’s Name, Mother’s Name aapke Aadhaar Card o Matric (10th) ke Certificate se Match hona Jaruri Hai.
  • Clear Documents:- Attached Annexure wale Option me Aadhaar Card ya phir koi aur bhi Documents aap Upload kar rahen hai, to uski photo bilkul Clean or Clear hona Chahiye.
  • Self-Attested:- Aap Jo bhi Document ya Certificate Apply Kar Rahen hain wo bima Sign Kiya hua nahi hona Chahiye, Photo Par Sign Mandetory Hai. Aur haan, Jab bhi aap Photo par aap Sign Kariyega Signature hamesa Cross or Running me hona Chahiye.

Important Link Section For Apply & Download RTPS Bihar: जाति, आवासीय और आय प्रमाण पत्र

Very useful Link Section
Register YourselfClick Here
Apply Onloine Certificate ( जाति, आवासीय और आय प्रमाण पत्र )Click Here
Track Your Application StatusClick Here
Download CertificateClick Here
Official RTPS WebsiteClick Here
Join Telegram ChannelClick Here To Join Telegram
Join WhatsApp ChannelClick Here To Join WhatsApp

Previous Posts

FAQs – (Frequently Asked Questions)

Q1. जाति, आय और निवास प्रमाण पत्र की Validity कितने दिनों की होती है?

  • जाति प्रमाण पत्र:– यह Lifetime tak hoti hai jab tak ki Government koi action na len.
  • आवासीय प्रमाण पत्र:- Permanent Adress वाला हमेशा के लिए Valid होता है, Temporary Adress वाला logon ko 6 महीने के लिए।
  • आय प्रमाण पत्र: यह Certificate सिर्फ 6 महीने से 1 साल तक ही वैलिड होता है।

Q2. क्या Online Certificate Download करने के लिये ब्लॉक का Stamp ज़रूरी है?

  • नहीं, बिल्कुल नहीं। इस सर्टिफिकेट पर RO का Digital Signature और QR Code होता है, जो हर जगह Valid है।

Q3. क्या Apply Online Process के लिए कोई Fee देनी पड़ती है?

  • नहीं, बिहार सरकार की यह सर्विस बिल्कुल Free है।आप इसे खुद घर बैठे अपने Mobile or Laptop से Online Apply कर सकते हैं।

Leave a Comment